Kyun Uljhaa Hai Dil Aaj
kyun uljhaa hai dil aaj girah ki tarah
wisaal pe bhi woh roya maatam ki tarah
furqat hai aasaan, tha pata phir bhi
kyun hum uljhe hain, maftoon ki tarah?
dekhte hai jab bhi quaatil ki taraf
kyun yaad aayen woh maashuk ki tarah
rah-e-guzar pe milte hai aadil asuph
jo baatatein hai insaaf inaam ki tarah
wisaal pe bhi woh roya maatam ki tarah
furqat hai aasaan, tha pata phir bhi
kyun hum uljhe hain, maftoon ki tarah?
dekhte hai jab bhi quaatil ki taraf
kyun yaad aayen woh maashuk ki tarah
rah-e-guzar pe milte hai aadil asuph
jo baatatein hai insaaf inaam ki tarah


2 Comments:
Asuph
LOl at bloo's comment.. It sounded nice but I got caught up in the words and forgot to understand the meaning...
dunno what means!!
By
Sumita, at 5:12 AM
Interesting. Bahut gahera pyaar laagta haai :-) One more for my collection.
But, this feeling is much better than:
Aaise aaye hai jannat pee meri,
Jaisee shaadi mein aaye huve haai.
By
Estranged !, at 4:58 AM
Post a Comment
<< Home